Numbers ko Hindi me kaha jata hai Sankhya (संख्या) aur Hindi Number Counting ko kaha jayega हिंदी में संख्या गिनती (Hindi Sankhya Ginti). Yaha par hum हिंदी में संख्या गिनती (Hindi Sankhya Ginti) ke baare me janakari praapt karenge aur sabhi numbers ko hindi me ginenge Jisse ki agar koi sikhana chahata hai Number ko Hindi me Count karna aur likhana to use easy ho.
यह भी पढ़ें: Apple ID Password Reset Kaise kare
Yaha par hum 1 se lekar 100 tak numbers ko Hindi me count karenge aur saath me kuch aise dusre tariko ke baare me bhi janakari praapt karenge jisme log hindi ka istemaal karke count kar sakte hai. Aaj time aisa hai ki agar Hindi me agar koi number likha ho to bahut bahut saare log pahchan he nahi paate hai ki uska meaning kya hai? Aise me Hindi number counting ke baare me janna bahut zaroori hai.
Numbers in Hindi ke baare me batane ka ek purpose(उद्देश्य) hai aap english me number janate hai to (हिंदी में संख्या) Hindi Sankhya zaroor pata hona chahiye. Yaha par jo ginti batayi gayi hai. woh hindi sikhane wale ke liye aur baccho ko padhaane ke liye bahut kaam me aayega kyuki yaha par Hindi and English dono medium (माध्यम) me information hai. To Aise me jo samajh me nahi ayega use aap Number in Hindi list English column me dekh kar samajh sakte hai.
Hindi Numbers 1-100
Hum yaha par 20 numbers ke slot me janenge ki किसी नंबर को हिंदी में कैसे पढ़ते है और लिखते है. Ab jaise ki 1-100 tak numbers hai to aapko yaha 20-20 numbers ke 5 slot aapko dekhane ko milenge jaha par Table me 5 column honge Hindi Font me Sankhya ka naam, Hinglish me likha Sankhyaka naam aur Numbers list Hindi and English. Isse aap padh bhi sakte hai list ke zariye se samjah sakte hai ki Number ko hindi me kaise likhate hai aur English me kaise lihkhate hai.
यह भी पढ़ें : Mobile Se Blogging kaise kare
Hindi Number Counting From 1 to 20
हिंदी | Hinglish | English | Number | संख्या |
शून्य | Shunya | Zero | 0 | ० |
एक | Ik | One | 1 | १ |
दो | Do | Two | 2 | २ |
तीन | Teen | Three | 3 | ३ |
चार | Chaar | Four | 4 | ४ |
पाँच | Panch | Five | 5 | ५ |
छ: | Chhah | Six | 6 | ६ |
सात | Saat | Seven | 7 | ७ |
आठ | Aath | Eight | 8 | ८ |
नौ | Nau | Nine | 9 | ९ |
दस | Das | Ten | 10 | १० |
ग्यारह | Gyarah | Eleven | 11 | ११ |
बारह | Barah | Twelve | 12 | १२ |
तेरह | Terah | Thirteen | 13 | १३ |
चौदह | Chaudah | Forteen | 14 | १४ |
पंद्रह | Pandrah | Fifteen | 15 | १५ |
सोलह | Solah | Sixteen | 16 | १६ |
सत्रह | Satrah | Seventeen | 17 | १७ |
आट्ठारह | Aattharah | Eighteen | 18 | १८ |
उन्निस | Unnis | Ninteen | 19 | १९ |
बीस | Bis | Twenty | 20 | २० |
Hindi Number Counting From 21 to 40
हिंदी | Hinglish | English | Number | संख्या |
इक्कीस | Ikees | Twenty One | 21 | २१ |
बाईस | Bayees | Twenty Two | 22 | २२ |
तेईस | Teyees | Twenty Three | 23 | २३ |
चौबीस | Chaubees | Twenty Four | 24 | २४ |
पच्चीस | Pachis | Twenty Five | 25 | २५ |
छब्बीस | Chhabees | Twenty Six | 26 | २६ |
सत्ताईस | Sattayes | Twenty Seven | 27 | २७ |
अट्ठाईस | Attayees | Twenty Eight | 28 | २८ |
उनतीस | Ynatees | Twenty Nine | 29 | २९ |
तीस | Tees | Thirty | 30 | ३० |
इकत्तीस | Ikatees | Thirty One | 31 | ३१ |
बत्तीस | Batees | Thirty Two | 32 | ३२ |
तेंतीस | Tentees | Thirty Three | 33 | ३३ |
चौंतीस | Chauntees | Thirty Four | 34 | ३४ |
पैंतीस | Paintees | Thirty Five | 35 | ३५ |
छत्तीस | Chattis | Thirty Six | 36 | ३६ |
सैंतीस | Saintees | Thirty Seven | 37 | ३७ |
अड़तीस | Adatees | Thirty Eight | 38 | ३८ |
उनतालीस | Unataalees | Thirty Nine | 39 | ३९ |
चालीस | Chalees | Forty | 40 | ४० |
Hindi Number Counting From 41 to 60
हिंदी | Hinglish | English | Number | संख्या |
एकतालीस | Ekatalis | Forty One | 41 | ४१ |
बायलीस | Bayalis | Forty Two | 42 | ४२ |
तैंतालीस | Taintalis | Forty Three | 43 | ४३ |
चौवालीस | Chauwalis | Forty Four | 44 | ४४ |
पैंतालिस | Paintalis | Forty Five | 45 | ४५ |
छियालीस | Chhiyalis | Forty Six | 46 | ४६ |
सैंतालीस | Saintalis | Forty Seven | 47 | ४७ |
अड़तालीस | Adatalis | Forty Eight | 48 | ४८ |
उनचास | Unachaas | Forty Nine | 49 | ४९ |
पचास | Pachaas | Fifty | 50 | ५० |
इक्यबन | Ikyawan | Fifty One | 51 | ५१ |
बावन | Bawan | Fifty Two | 52 | ५२ |
तिरपन | Tirpan | Fifty Three | 53 | ५३ |
चौवन | Chawan | Fifty Four | 54 | ५४ |
पचपन | Pachpan | Fifty Five | 55 | ५५ |
छप्पन | Chhappan | Fifty Six | 56 | ५६ |
सत्तावन | Sattawan | Fifty Seven | 57 | ५७ |
अट्ठावन | Atthawan | Fifty Eight | 58 | ५८ |
उनसठ | Unsath | Fifty Nine | 59 | ५९ |
साठ | Sath | Sixty | 60 | ६० |
Hindi Number Counting From 61 to 80
हिंदी | Hinglish | English | Number | संख्या |
इकसठ | Eksath | Sixty One | 61 | ६१ |
बासठ | Basath | Sixty Two | 62 | ६२ |
तिरसठ | Tirsath | Sixty Three | 63 | ६३ |
चौंसठ | Chausath | Sixty Four | 64 | ६४ |
पैंसठ | Painsath | Sixty Five | 65 | ६५ |
छियासठ | Chhiyasath | Sixty Six | 66 | ६६ |
सड़सठ | Sarsath | Sixty Seven | 67 | ६७ |
अड़सठ | Arsath | Sixty Eight | 68 | ६८ |
उनहत्तर | Unahattar | Sixty Nine | 69 | ६९ |
सत्तर | Sattar | Seventy | 70 | ७० |
इकहत्तर | Ikahattar | Seventy One | 71 | ७१ |
बहत्तर | Bahattar | Seventy Two | 72 | ७२ |
तिहत्तर | Tihattar | Seventy Three | 73 | ७३ |
चौहत्तर | Chauhattar | Seventy Four | 74 | ७४ |
पचहत्तर | Pachattar | Seventy Five | 75 | ७५ |
छीहत्तर | Chihattar | Seventy Six | 76 | ७६ |
सतहत्तर | Satahattar | Seventy Seven | 77 | ७७ |
अठहत्तर | Athahattar | Seventy Eight | 78 | ७८ |
उनासी | Unasi | Seventy Nine | 79 | ७९ |
अस्सी | Assi | Eighty | 80 | ८० |
Hindi Number Counting From 81 to 100
हिंदी | Hinglish | English | Number | संख्या |
इक्यासी | Ikyasi | Eighty One | 81 | ८१ |
बायसी | Bayasi | Eighty Two | 82 | ८२ |
तिरासी | Tirasi | Eighty Three | 83 | ८३ |
चौरासी | Chausasi | Eighty Four | 84 | ८४ |
पचासी | Pachasi | Eighty Five | 85 | ८५ |
छियासी | Chhiyasi | Eighty Six | 86 | ८६ |
सतासी | Satasi | Eighty Seven | 87 | ८७ |
अट्ठासी | Athasi | Eighty Eight | 88 | ८८ |
नवासी | Nawasi | Eighty Nine | 89 | ८९ |
नब्बे | Nabbe | Ninty | 90 | ९० |
इक्यानवे | Ikyabawe | Eighty One | 91 | ९१ |
बानवे | Banawe | Eighty Two | 92 | ९२ |
तिरानवे | Tiranawe | Eighty Three | 93 | ९३ |
चौरानवे | Chauranawe | Eighty Four | 94 | ९४ |
पचानवे | Pachanawe | Eighty Five | 95 | ९५ |
छियानवे | Chhiyanawe | Eighty Six | 96 | ९६ |
सतानवे | Satanawe | Eighty Seven | 97 | ९७ |
अट्ठानवे | Atthanawe | Eighty Eight | 98 | ९८ |
निन्यानवे | Ninyanawe | Eighty Nine | 99 | ९९ |
सौ | Sau | Hundred | 100 | १०० |
Is tarah se aap 1 to 100 numbers ko Hindi me gin sakte hai. Counting easy hota hai aur Hindi and English dono ki hum baat kare to hume Hindi me jayada aasani hoti hai. Aapki is baare me kya soch hai hume commnet box me commnet kare aur aap is tarah se aur bhi bahut saare numbers hai jinhe yaad rakh sakte hai . Yaha aapko kuch bade numbers ke baare me janakari di gayi hai.
यह भी पढ़ें: Best WhatsApp funny Group Names
Counting Higher Hindi Numbers
Bahut saare Bade Numbers hote hai, English me dusre tarike se bolte hai aur Hindi me dusre tarike se aur yaha par hum kuch bade numbers ke baare me information dete hai. Jo ki log sabse jayada internet par search karte hai. Ye sabhi numbers English me bilkul alag tarike se gine jaate hai. To aaiye dekhte hai iske baare me complete information.
हिंदी | Hinglish | English | Number | संख्या |
क हज़ार | Ik Hazaar | One Thousand | 1,000 | १००० |
दस हज़ार | Das Hazaar | Ten Thousand | 10,000 | १ ०००० |
एक लाख | Ik Lakh | Hundred Thousand | 100,000 | १ ००००० |
दस लाख | Das Lakh | One Million | 1,000,000 | १०००००० |
एक करोड़ | Ik Crore | Ten Million | 10,000,000 | १००००००० |
दस करोड़ | Das Crore | Hundred Million | 100,000,000 | १०००००००० |
एक अरब | Ek Arab | One Billion | 1,000,000,000 | १००००००००० |
एक खरब | Ek Kharab | Hundred Billion | 100,000,000,000 | १०००००००००० |
नील | Sau Kharab | Ten Trillion | 10,000,000,000,000 | १००००००००००० |
- एक पद्मा (ek padma) equal to 100 नील (Nil) or 1 quadrillion.
- एक शंख (ek shankh) equal to 100 पद्मा (Padma) or 100 quadrillion.
- एक महाशंख (ek mahashankh) equal to 100 शंख (Shankh) or 10 quintillion
Ye sabhi badi sankhyae (संख्याएँ) hai jinhe log istarah se bulate hai. Aise me abhi ke time ke bahut saare log nahi jante hai. Ki Nil (नील) naam ki koi sankhya hai aise me jo log kewal million and billion jante hai. Wo ab hindi me Arab aur kharab kaha jata hai. Jo ki bahut help karengi aapko Hindi sikhane me aur samajhane me aasani hogi.
यह भी पढ़ें : India में total कितने bank है?
Aise he aur bahut (शब्दावली) Dictionary hai jaise ki आधा, पाव, साढ़े, पौने ye sabhi kisi ek vastu ke baare me batane ke liye hote hai. Jaise agar 1/2 hai to English me Half aur Hindi me आधा kehte hai. Isi tarah 1.5 likha hai to ise One & half kahte hai. Hinde me डेढ़ kahte hai. To aise aur bhi bahut saare (शब्दावली) Dictionary hai. Jo Numbers in Hindi me janakari praapt karte time pata hai.
Dosto yaha par bataya gaya hai Numbers in Hindi ke baare me aur hum ummeed karte hai aapko Ginti sikhne me easy ho aur aap isse satisfied hai. Is tarah ki aur bhi janakari aapko yaha par Tecatari par janakari milti rahegi ayr humne poori koshish ki hai ki saari janakari jo ki zaroori hai. yaha par aapko mil jaaye aur isse aapka benifit ho, Iske saath agar aapka koi sawal ya sujhaw hio to aap hume commnet box me commnet kar sakte hai.